Currency Converter
!-end>!-currency>
Posted by
Evelyn Sharma
at
20:58
Eid ai to khayal aya hamain
Eid ai to khayal aya hamain
Jane kab bichray huwe log milay
Jee main atay hai abhi tum se kahain
Eid ka chand mubarak ho tumhain
Hum hain khamosh hamain dar hai yehi
Lab khulain gay to pukarain gay tumhain
Tum ko dekhay huwe sadiyan biti
Tum se kehna hai yehi ajj hamain
Maangna bhool na jana hum ko
Chand ko dekh kay gar hath othain!!!!
Labels: Eid ul fitr sms
0 Comments:
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
